Shia Zuljinah Q nikaalte hain??
Asalaaam O Alikum.
Bohat se log zuljinah nikalne ko ghora (HORSE) nikalne k alfaz se bhe bayaan krte hain or kaha jata hai k shia ghora nikaaal kr dhong rachaatay hain or is ka islaam mai mana kia gyay hai... bla bla...dekho bhai.. sab se pehli baat to ye hai k kisi k AQEEDEY ko ghalat kehna bohat gunah ki baaat hai .. or dusri baat ye k agar HAZRAT MOHAMMAD SAW ki sunnat mai 12 rabi-ul-Awal ko pahaariaan lagai ja sakti hain or agar 2 aaam shakhsiyaaat k sath sonay wala Ashaaab-e-Kaif k kuttay ko jannat mai dakhal kiya ja sakta a, hazrat uzair k gadhay ko itni ehmiyat di ja sakti a to kia IMAM HUSSAIN A.S KI ZULJINAH ni nikaaali jani chahye??? think about it.
0 comments :
Post a Comment